Rūhul-quds aur Insānī Fitrat
16 Maiṅ to yih kahtā hūṅ ki Rūhul-quds meṅ zindagī guzāreṅ. Phir āp apnī purānī fitrat kī ḳhāhishāt pūrī nahīṅ kareṅge.
25 Chūṅki ham Rūh meṅ zindagī guzārte haiṅ is lie āeṅ, ham qadam baqadam us ke mutābiq chalte bhī raheṅ.