23 Kyoṅki āp kī nae sire se paidāish huī hai. Aur yih kisī fānī bīj kā phal nahīṅ hai balki Allāh ke lāfānī, zindā aur qāym rahne wāle kalām kā phal hai.
25 lekin Rab kā kalām abad tak qāym rahtā hai."
Mazkūrā kalām Allāh kī ḳhushḳhabrī hai jo āp ko sunāī gaī hai.