5 Jab maiṅ Misr ke ḳhilāf apnī qudrat kā izhār karke Isrāīliyoṅ ko wahāṅ se nikālūṅgā to Misrī jān leṅge ki maiṅ Rab hūṅ."
17 Chunāṅche ab āp jān leṅge ki wuh Rab hai. Maiṅ is lāṭhī ko jo mere hāth meṅ hai le kar Dariyā-e-Nīl ke pānī ko mārūṅga. Phir wuh ḳhūn meṅ badal jāegā.