Maiṅ Kyoṅ Paidā Huā?
14 Us din par lānat jab maiṅ paidā huā! Wuh din mubārak na ho jab merī māṅ ne mujhe janm diyā. 18 Maiṅ kyoṅ māṅ ke peṭ meṅ se niklā? Kyā sirf is lie ki musībat aur ġham dekhūṅ aur zindagī ke iḳhtitām tak ruswāī kī zindagī guzārūṅ?