2 Ahmaq samajh se lutfandoz nahīṅ hotā balki sirf apne dil kī bāteṅ dūsroṅ par zāhir karne se.
13 Dūsre kī bāt sunane se pahle jawāb denā hamāqat hai. Jo aisā kare us kī ruswāī ho jāegī.
17 Jo adālat meṅ pahle apnā mauqif pesh kare wuh us waqt tak haq bajānib lagtā hai jab tak dūsrā farīq sāmne ā kar us kī har bāt kī tahqīq na kare.